BJP ke jhole.... report on BJP's kalachithha must read part-1
BJP ka kala sach...
hello dosto pehle jara he video dekh lename aaj baat karunga bharat ki ek sabse badi politics parti BJP (Bhartiya janata party). Congress party jo 2014 ke pehale satta me thi. congress party ka corruption, roj ke naye ghotale samane aate rahe ye sab dekh kar bharat trast ho chukatha fir 2013 aaya usme BJP ki taraf se Naredra Modi ji jo us samay ke gujrat ke Chief Minister the unka naam PM pad ke liye chuna gaya. Fir bharat ke trast ho chuke logo ko laga ki abhi kuccha kar sakte hai to modi ji hi kar sakte hai, kyu ki sab ko pata tha modi ji ne gujarat ko kitna modern aur kitna aadhunik banaya tha gujarat jaisa state pure bharat me nahi hai. Fir 2014 ka chunav hua results aaye modi ji ki ek haati satta matlab bina kisi party ki madat liye BJP ne kendra me apni satta satta sthapit ki.
chunav ke waqt ka slogan tha acche din aayenge...
1.Chunav ke waqt ki advertising me 5000 cr itna kiya. internet, news paper, digital banners aur bohot kuchh kiya jidhar dekhe udhar modiji...
aur to aur election jitne ke bhi baad sirf celebration ki advertising ke liye 2000 cr kharch kiye...
ye sab paise aate kahase hai... party fund se, aur ye party fund kaha se aata hai,aap aur hum jo tax pay karte hai na waha se
2. Fir modiji ne wada kiya tha ki kala dhan layenge aur aap aur hum sabhi ko pata hai Mukesh Ambani ki unka bhi bohot sa kala dhan baher desh me hai. fir bhi chunav jitne ke baad modi ji M Ambani ji ke saath har jaga dikhai dete hai bulki ambani ji ne jab mumbai me high tech hospital khola to modiji unkihi prashansa kar rahe the. kyu ki ambani ji ne election ke waqt BJP ko paise ki bahaot madat ki thi. Even Jio ke advertising ke samaj modiji ke poster ka upyog kiya gaya tha or side me digital india ki promotion ke bahane..
3.Fir aaya salman khan ka hit and run case bhai waha to kanoon ka majak bana diya sabko pata tha ki salman khan ne hi un garib footpath par sone walo ko apni gadi ke niche kuchal diya tha. uss case me kitne baar gavah badale aur jis driver ke upar ye jhuta iljam lagaya tha usko to unlogone gayab hi kar diya sab jante hai modiji aur salim khan salman khan ke pita unki acchi dosti hai. salim khan ne bhi bohot jor shor se modi ji ka prachar kiya tha.
4. fir aaya note bandi ka natak konsa amir aadmi line me laga note change karne ke liye. aap bhi apne ass pass wale amir log le ligiye jo apke area me rahte hai kya aap logo ne kisi ko bank me note badalte dekha. unlogo ne baher hi kuch jugad laga ke paise badal diye kuccha ne bank manneger ke saath to kucch ne agent through... chalo bhai us hisab se kuch garib agent ka bhala hogaya...its a joke..
5. fir aya RBI ka report usme pata chala ki 99% paise to vapas aagaye to fir kaala dhan gaya kidher...
6. ussi samay ek news aayi ki axis bank me kuccha to 40 cr gafala hua hai fir sarkar ne kaha axis bank ka licence radd karva diya jaye ga aur jin jin bank me ghotala hua hai sabke upar strict action liya jaye ga. lekin hua kya kuccha nahi kisi pe koi karvai ki news nahi ayi. ulta BJP ka politician ke gaadi me cash mila wo bhi 80 lakh ke aas pass purane1000 aur 500 ke note me. lekin uspe bhi koi karvai nahi hue.
7. Bich me modi jine bohot videsh yatra ki unse puccha ne par unhone kaha ki wo dal aur banana jo ki garib aur kisan ko jisse protein milta hai uski research dekhane gaya tha. lekin bharat ka kisan karz ke karan suicide kar raha hai wo nahi dikhai deta hai modiji ko. ulta maharastra sarkar kisano ke aandolan ke baad kendra sarkar se madat mangi ki hum kisano ko itna karz nahi maf kar sakte hai to ulta arun jetly ji ne kaha ki aap ko hum koi madat nahi kar sakte hai aap rajya sarkar khud dekh le is mamle ko. kyu kendra sarkar ke pass unke advertisement ke upar paise kharch karne ko hai aur hume jo khana khilate hai hamare kissan unke liye kucch bhi nahi. jab sarkar par prashna uthaye jate hai to hi inko kissan dikhata hai jab election aate hai to hi inko kissan ka dukh dikhata hai. jo aap ko humko khila raha hai agar ussi ko aap marne pe majboor karoge to kasa se aayenge acche din. bohot de diya acche din ka lollipop...
-to be continue
Comments
Post a Comment